Tampilkan postingan dengan label Bolly Lover's Lirik. Tampilkan semua postingan
Tampilkan postingan dengan label Bolly Lover's Lirik. Tampilkan semua postingan

Kamis, 15 April 2010

Aal Izz Well

Murgi Ka Jaane Ande Ka Kya Hoga
Are Life Milegi Ya Tave Pe Fry Hoga
Koyi Na Jaane Apana Future Kya Hoga
Hont Ghuma Siti Baja, Siti Bajaake Bol
Bhaiya Aal Izz Well, Arey Bhaiya Aal Izz Well
Arey Chaachu Aal Izz Well, Arey Bhaiya Aal Izz Well

Confusion Hi Confusion Hai Solution Kuchh Pata Nahi
Solution Jo Mile Toh Saala Question Kya Tha Pata Nahi
Dil Jo Tere Baat Baat Pe Ghabraaye
Dil Pe Rakh Ke Haath Use Tu Fusala Le
Dil Idiot Hai Pyaar Se Usko Samajha Le
Hont Ghuma Siti Baja, Siti Bajaake Bol
Bhaiya Aal Izz Well, Arey Bhaiya Aal Izz Well
Arey Chaachu Aal Izz Well, Arey Bhaiya Aal Izz Well

Scholarship Ki Piya Daaru Ghum Toh Phir Bhi Mita Nahi
Agar Battiya Raakh Ho Gayi God Toh Phir Bhi Dikha Nahi
Bakara Kya Jaane Uski Jaan Ka Kya Hoga
Seekh Ghusegi Ya Saala Kima Hoga
Koyi Na Jaane Apana Future Kya Hoga
Toh Hont Ghuma Siti Baja, Siti Bajaake Bol
Bhaiya Aal Izz Well, Arey Bhaiya Aal Izz Well
Arey Chaachu Aal Izz Well, Arey Bhaiya Aal Izz Well
Jab Life Ho Out Of Control, Honto Ko Karke Gol
Honto Ko Karke Gol, Siti Bajaake Bol
Aal Izz Well
Murgi Ka Jaane Ande Ka Kya Hoga, Kya Hoga
Are Life Milegi Ya Tave Pe Fry Hoga Ho Ho Ho
Koyi Na Jaane Apana Future Kya Hoga, Kya Hoga
Hont Ghuma Siti Baja, Siti Bajaake Bol
Bhaiya Aal Izz Well, Arey Murgi Aal Izz Well
Arey Bakare Aal Izz Well, Arey Bhaiya Aal Izz Well
Na Na Na Na Na.....
Arey Bhaiya Aal Izz Well, Arey Bhaiya Aal Izz Well

Main Hoon Na (sad)

 Aa…aa… Aaa € | aaa € | 
 Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na Khoya hai jisne Pyaar paake hoon na utama 
 Bechain main hoon, beqaraar main hoon na Bechain utama hoon, hoon na utama beqaraar 
 Koyi toh ho aisa, jisko apna keh sakoon toh aisa ho Koyi, jisko apna Keh sakoon 
 Koyi toh ho aisa, jiske dil mein reh sakoon ho… Koyi aisa ho toh, jiske dil mein Reh sakoon hoa € | 
 Koyi toh kehta ek baar main hoon na Koyi ek toh kehta hoon na utama Baar 
 Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na Khoya hai jisne Pyaar paake hoon na utama 
 Bechain main hoon, beqaraar main hoon na Bechain utama hoon, hoon na utama beqaraar 

 Aa…aa… Aaa € | aaa € | 

 Jo bandhan toote, jo apne roothhe Jo jo toote Bandhan, apne roothhe 
 Paas aa jaayein phirse dooriyaan Paas aa jaayein phirse dooriyaan 
 Ye kyun hota hai, ke dil rota hai Ye kyun Hota Hai, Ke giliran dil hai 
 Bebas ho jaati hai, ye zabaan Bebas ho jaati hai, kamu zabaan 
 Apne toh saare is kinaare reh gaye -2 ho.. toh Saare Apne adalah -2 Reh Gaye kinaare ho .. 
 Tanha chala jo us paar main hoon na jo chala Tanha kami Paar na hoon utama 
 Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na Khoya hai jisne Pyaar paake hoon na utama 
 Bechain main hoon, beqaraar main hoon na Bechain utama hoon, hoon na utama beqaraar 

 Jahaan bhi main jaaun, jahaan bhi main dekhoon Jahaan Bhi jaaun utama, jahaan Bhi utama dekhoon 
 Saare chehre begaane se hain Saare chehre se begaane Hain 
 Kabhi koyi tha, jo mera hi tha Kabhi koyi tha, jo mera tha hi 
 Ye qisse ab afsaane se hain Qisse Ye Hain ab se afsaane 
 Kal zindagi ne khel khele the gaye Kal ne zindagi Khel khele Gaye yang 
 Kuch log jeete, jeet ke sab le gaye ho.. Kuch log jeete, Ke SAB jeet le .. ho Gaye 
 Hisse mein aaya jiske haar main hoon na Hisse mein aaya hoon na jiske Haar utama 
 Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na Khoya hai paake hoon jisne Pyaar na utama 
 Bechain main hoon, beqaraar main hoon na Bechain utama hoon, hoon na utama beqaraar 

Main Hoon Na

--MALE--
Hm, kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Khaamosh kyoon ho jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo, ho
Tumko milega utna pyaar main hoon na
Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Kabhi jo tum socho ke tum yeh dekho
Arre kitna mujhko tumse pyaar hai
To chup mat rehna, yeh mujhse kehna
Arre koi kya aisa bhi yaar hai
Dil hi nahin re jaan bhi de jo tumhe - 2
Oh, to main kahoonga sarkaar main hoon na

--FEMALE--
Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Khaamosh kyoon ho jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo, ho
Tumko milega utna pyaar main hoon na
Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na

--MALE--
Kehne ki ho dil mein koi baat, mujhse kaho
Koi pal ho din ho ya ho raat, mujhse kaho
Koi mushkil koi pareshaani aaye
Tumhe lage kuch theek nahin haalaat, mujhse kaho
Koi ho tamanna ya ho koi aarzoo - 2
Oh, rehna kabhi na beqaraar main hoon na
Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Khaamosh kyoon ho jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo, ho
Tumko milega utna pyaar main hoon na
Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na

Selasa, 13 April 2010

Dekho Na

Yeh Saajish Hain Boondon Ki Koi Khwaahish Hain Chup Chup Si
Yeh Saajish Hain Boondon Ki Koi Khwaahish Hain Chup Chup Si
Dekho Na Dekho Na
Dekho Na Dekho Na
Hawa Kuchh Haule Haule Zubaan Se Kya Kuchh Bole
Kyon Duuri Hain Ab Darmayaan
 
Dekho Na Dekho Na
Dekho Na Dekho Na

Phir Na Hawayen Hogi Itani Besharam

Phir Na Dag Mag Dag Mag Honge Yeh Kadam
Haa Saawan Yeh Seedha Nahi Khufia Bada
Kuchh Toh Baraste Hue Keh Raha
Samjho Na Samjho Na
Samjho Na Samjho Na
Hawa Kuchh Haule Haule Zubaan Se Kya Kuchh Bole
Kyon Duuri Hain Ab Darmayaan
Dekho Na Dekho Na
Dekho Na Dekho Na

Jugnu Jaise Chahat Dekho Jale Mujhe

Meethi Si Mushkil Hain Koi Kya Kare
Hmm Hothon Ki Arzi Aaise Thukraaon Na
Saanson Ki Marzi Ko Jhuthlaaon Na
Chhuu Lo Na Chhu Lo Na
Chhuu Lo Na Chhu Lo
Hawa Kuchh Haule Haule Zubaan Se Kya Kuchh Bole
Na Duuri Hain Ab Darmayaan
Dekho Na Dekho Na....
Dekho Na Hmm Hmm Hmm
Hmm Hmm Hmm Dekho

Mere Haath Mein

mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho - 2
tu jo paas ho phir kya yeh jahaan tere pyar mein ho jaaun fanaa
mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho
tu jo paas ho phir kya yeh jahaan tere pyar mein ho jaaun fanaa
mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho

tere dil mein meri saanson ko panaa mil jaaye

tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye
jitne paas hain khushbu saans ke
jitne paas hothon ke sargam
jaise saath hain karvat yaad ke
jaise saath baahon ke sangam
jitne paas paas khwaabon ke nazar
utni paas tu rehna hamsafar
tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
tere pyar mein ho jaaun fanaa
mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho

rone de aaj hamko do aankhen sujaane de

baahon mein lene de aur khud ko bheeg jaane de
hain jo seene mein qaid dariya woh choot jaayega
hain itna dard ke tera daaman bheeg jaayega
jitne paas paas dhadkan ke hain raaz
jitne paas bundon ke baadal
jaise ?sahaq? sa chanda ke hain raat
jitne paas nainon ke kaajal
jitne paas paas saagar ke lehar
utne paas tu rehna hamsafar
tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
tere pyar mein ho jaaun fanaa
mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho

adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren ham

magar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren hain ham

Tara Rum Pum

ho agar koi ghum toh, bilkul na tum ghabaraana
taa raa raa raa rum taaraarumpum.......
bass rahe yakin yeh tumko, khushiyo ko toh hai aana
taa raa raa raa rum taaraarumpum.......
raat hai toh sabera bhi hoga
hai safar toh basera bhi hoga
ghum ke aage muskuraake gaaye hum
taa raa raa raa rum taaraarumpum.......

zindagi mein koi bhi kami ho

palko pe jo jara bhi nami ho
aansu na bahaana tum, dukh na uthaana tum
haar na jaana duniya se
darana kabhi na tum, rehana kabhi na tum gumsum
hasake bataana duniya se
aayenge phirse din khushiyo ke, badalega yeh mausam
taa raa raa raa rum taaraarumpum.......

koi aandhi jo aaye toh aaye

dil mein hai jo diya bujh na paaye
kaali kaali raate ho, chaahe jaisi baate ho
humko hai chalate rehana
jo bhi aaye mushkil, dare nahi kabhi dil
apana toh hai yeh kehana
lamhebharko chaayi ghata toh, dhoop na ??
taa raa raa raa rum taaraarumpum.......
ho agar koi ghum toh, bilkul na tum ghabaraana
taa raa raa raa rum taaraarumpum.......
bass rahe yakin yeh tumko, khushiyo ko toh hai aana
taa raa raa raa rum taaraarumpum.......
raat hai toh sabera bhi hoga
hai safar toh basera bhi hoga
ghum ke aage muskuraake gaaye hum
taa raa raa raa rum taaraarumpum.......

Hum Tum

Saanson Ko Saanson Mein Dalne Do Zara

Saanson Ko Saanson Mein Dalne Do Zara Saanson Ko Saanson Mein Dalne Do Zara

Dheemi Si Dhadkan Ko Badne Do Zara Dheemi Si Dhadkan Ko Badne Do Zara
Lamho Ki Guzarish Hai Yeh Paas Aa Jaaye Guzarish Ki Lamho Paas Hai Yeh Aa Jaaye
Hum… Hum Tum… Hum ... Hum Tum ...
Tum… Hum Tum… Tum ... Hum Tum ...

Aankhon Mein Humko Utharne Do Zara Aankhon Mein Humko Utharne Do Zara

Baahon Mein Humko Pighalne Do Zara Baahon Mein Humko Pighalne Do Zara
Lamho Ki Guzarish Hai Yeh Paas Aa Jaaye Guzarish Ki Lamho Paas Hai Yeh Aa Jaaye
Hum… Hum Tum… Hum ... Hum Tum ...
Tum… Hum Tum…

Saanson Ko Saanson Mein Dalne Do Zara Saanson Ko Saanson Mein Dalne Do Zara

Salvatein Kahin Karwatein Kahin Salvatein Kahin Kahin Karwatein

Phel Jaaye Kajal Bhi Tera Phel Kajal Bhi Jaaye Tera
Nazron Mein Ho Guzar Tha Hua Ho Nazron Mein Guzar Hua Tha
Khwabon Ka Koi Khafila Khwabon Ka Koi Khafila
Jismo Ko Ruho Ko Jale Do Zara Ruho Ko Jismo Ko Jale Do Zara
Sharmo Khaya Ko Machalne Do Zara Sharmo Khaya Ko Machalne Do Zara
Lamho Ki Guzarish Hai Yeh Paas Aa Jaaye Guzarish Ki Lamho Paas Hai Yeh Aa Jaaye
Hum… Hum Tum… Hum ... Hum Tum ...
Tum… Hum Tum… Tum ... Hum Tum ...

Saanson Ko Saanson Mein Dalne Do Zara Saanson Ko Saanson Mein Dalne Do Zara

Choolon Badan Magar Iss Tarah Badan Choolon Magar Iss tarah

Jaisa Surila Saaz Ho Jaisa Surila Saaz Ho
Hum Hai Re Chupe Tere Zulf Mein Hum Hai Re Tere Zulf Mein Chupe
Kholo Ke Raat Azaad Ho Kholo Ke Raat Ho Azaad
Aanchal Ko Seene Se Dhalne Do Zara Aanchal Ko Seene Se Dhalne Do Zara
Shabnam Ki Boondein Phisalne Do Zara Shabnam Ki Boondein Phisalne Do Zara
Lamho Ki Guzarish Hai Yeh Paas Aa Jaaye Guzarish Ki Lamho Paas Hai Yeh Aa Jaaye
Hum… Hum Tum… Hum ... Hum Tum ...
Tum… Hum Tum… Tum ... Hum Tum ...
Saanson Ko Saanson Mein Dalne Do Zara Saanson Ko Saanson Mein Dalne Do Zara
Bahon Mein Humko Pighalne Do Zara Bahon Mein Humko Pighalne Do Zara
Lamho Ki Guzarish Hai Yeh Paas Aa Jaaye Guzarish Ki Lamho Paas Hai Yeh Aa Jaaye
Hum… Hum Tum… Hum ... Hum Tum ...
Tum… Hum Tum… Tum ... Hum Tum ...
Hum… Hum Tum… Hum ... Hum Tum ...
Tum… Hum Tum… Tum ... Hum Tum ...
Hum… Hum Tum… Hum ... Hum Tum ...

Kal Ho Naa Ho

Har Ghadi Badal Raha Hai Roop Zindagi
Chaav Hai Kahhi Hai Dhoop Zidnagi
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho
Har Ghadi Badal Raha Hai Roop Zindagi
Chaav Hai Kahhi Hai Dhoop Zidnagi
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho

Chaahe Jo Tumhe Poore Dil Se
Milta Hai Woh Mushkil Se
Aisa Jo Koi Kahin Hai
Bas Vahi Sabse Hasin Hai
Us Haath Ko Tum Thaam Lo
Woh Meherbaan Kal Ho Na Ho
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho

Palko Ke Leke Saaye
Paas Koi Jo Aaye
Takh Sambhalo Paagal Dil Ko
Dil Dhadke Hi Jaaye
Par Sochlo Is Pal Hai Jo
Woh Dastan Kal Ho Na Ho
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho

Bole Chudiyan

--FEMALE--
Bole Chudiyan, Bole Kangna
Haai Main Ho Gayi Teri Saajna
Tere Bin Jiyo Naiyo Lag Da Main Te Margaiya

--CHORUS--
(Le Jaa Le Jaa, Dil Le Jaa Le Jaa
Le Jaa Le Jaa, Soniye Le Jaa Le Jaa) - 2

--FEMALE--
Aah Aah Aah Aah, Aah Aah Aah
(Bole Chudiyan, Bole Kangna
Haai Main Ho Gayi Teri Saajna) - 2
Tere Bin Jiyo Naiyo Lag Da Main Te Margaiya
Le Jaa Le Jaa, Soniye Le Jaa Le Jaa
Dil Le Jaa Le Jaa, Ho

--MALE--
Bole Chudiyan, Bole Kangna
Haai Main Ho Gaya Tera Saajna
Tere Bin Jiyo Naiyo Lag Da Main Te Marjaawa
Le Jaa Le Jaa, Soniye Le Jaa Le Jaa
Dil Le Jaa Le Jaa, Ho

--FEMALE--
Haai Haai Main Marjaawa Marjaawa Tere Bin
Ab To Meri Raatein Kat Ti Taare Gin Gin
Bas Tujhko Pukaara Kare, Meri Bindiya Ishaara Kare

--MALE--
Hoye, Lashkaara Lashkaara Teri Bindiya Ka Lashkaara
Aise Chamke Jaise Chamke Chaand Ke Paas Sitaara

--FEMALE--
Oh Oh, Oh Oh Oh, Oh Oh Oh Oh Oh
Meri Paayal Bulaaye Tujhe, Jo Roothe Manaaye Tujhe
O Sajan Ji, Haan Sajan Ji
Kuch Socho, Kuch Samjho Meri Baat Ko

--MALE--
Bole Chudiyan, Bole Kangna
Haai Main Ho Gaya Tera Saajna
Tere Bin Jiyo Naiyo Lag Da Main Te Marjaawa
Le Jaa Le Jaa, Soniye Le Jaa Le Jaa
Dil Le Jaa Le Jaa, Ho

--FEMALE--
Apni Maang Suhaagan Ho, Sang Hameshaa Saajan Ho
Aake Meri Duniya Mein Vaapas Na Jaana
Sehra Baandhke Maahi Tu Mere Ghar Aana

--MALE--
Oye Soni Kitti Soni Aaj Tu Lagdi Ve
Bas Mere Saath Yeh Jodi Teri Sajdi Ve
Roop Aisa Suhaana Tera, Chaand Bhi Hai Deewana Tera

--FEMALE--
Jaa Re Jaa Oh Jhoothe Teri Galla Hum Na Maane
Kyoon Taarife Karta Hai Tu Humko Sab Kuch Jaane

--MALE--
Ho, Oh Oh Oh, Oh Oh Oh Oh Oh, Ho Oh Oh Oh Oh
Mere Dil Ki Duaa Yeh Kahe, Teri Jodi Salaamat Rahe

--FEMALE--
O Sajan Ji, Haan Sajan Ji
Yunhi Beete Saara Jeevan Saath Mein

--MALE--
Bole Chudiyan, Bole Kangna
Haai Main Ho Gaya Tera Saajna

--FEMALE--
Tere Bin Jiyo Naiyo Lag Da Main Te Margaiya
Le Jaa Le Jaa, Soniye Le Jaa Le Jaa
Dil Le Jaa Le Jaa, Ho

--ALL--
Le Jaa Le Jaa, Soniye Le Jaa Le Jaa
Dil Le Jaa Le Jaa, Ho

--MALE--
Aaja Heeriye

--FEMALE--
Oh, Jaa Jaa Ranjhna

--MALE--
Oh, Aaja Heeriye

--FEMALE--
Jaa Jaa Ranjhna

--CHORUS--
(Le Jaa Le Jaa, Dil Le Jaa Le Jaa
Le Jaa Le Jaa, Soniye Le Jaa Le Jaa) - 2

--FEMALE--
Aa Aa Aa Aa Aa Aa, Kabhi Khushi Kabhi Gham
Na Judaa Honge Hum, Kabhi Khushi Kabhi Gham

chanda chamke

chanda chamke cham cham chikhen chaukanna chor
chiti chaate chini chatori chinikhor
chanda chamke cham cham chikhen chaukanna chor
chiti chaati chini chatori chinikhor
kitna mushkil yeh gaana zara gaake dikhana
chanda chini chamke chaate chaukanna chikhe chor
chanda chamke cham cham chikhen chaukanna chor
chiti chaati chini chatori chinikhor

khadaksingh ke khadakne se khadakti hain khidkiyaan

khidkiyon ke khadakne se khadakta hain khadaksingh
khadaksingh ke khadakne se khadakti hain khidkiyaan
khidkiyon ke khadakne se khadakta hain khadaksingh
kitna mushkil yeh gaana zara gaake dikhana
khadak khadak ke khadake khidki khadaksingh ka khadke zor
chanda chamke cham cham chikhen chaukanna chor
chiti chaati chini chatori chinikhor
chanda chamke cham cham chikhen chaukanna chor
chiti chaati chini chatori chinikhor

pakke ped par paka papita paka ped ya paka papita

pake ped ko pakde pinku pinku pakde paka papita
pakke ped par paka papita pakda pinki paki ka kapda
kapda (everyone laughs)
pakke ped par paka papita paka ped ya paka papita
pake ped ko pakde pinku pinku pakde paka papita
kitna mushkil yeh gaana zara gaake dikhana
pakke ped par paka papita paka ped ya paka papita
pake ped ko pakde pinku pinku pakde paka papita
chanda chamke cham cham chikhen chaukanna chor
chiti chaati chini chatori chinikhor
chanda chamke cham cham chikhen chaukanna chor
chiti chaati chini chatori chinikhor
kitna mushkil yeh gaana zara gaake dikhana
chanda chini chamke chaate chaukanna chikhe chor
chanda chamke cham cham chikhen chaukanna chor
chiti chaati chini chatori chinikhor

Kaha Na Pyaar Hai

Dil Mera Har Baar Ye Sunne Ko Bekarar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Haan Tumse Pyaar Hai
Ki Tumse Pyaar Hai

InPyaari Baaton Mein Anjaana Ikraar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai

Pyaar Jahan Mein hota Nahin To Phir Bolo Kya Hota

Pyaar Jahan Mein hota Nahin To Phir Bolo Kya Hota
Duniya Mein Dil Koi Kabhi Na Dhadka Hota
Dhadka Hai Dil, Aa Yaar Mil
Ye Pyaar Ka Izhaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai

Do Premi Do Paagal Kya Karte Hain Bolo

Do Premi Do Paagal Kya Karte Hain Bolo
Mujhse Kya Poochhte Ho Apne Dil Ko Dadolo
Maloom Hai Humko Tumhein Kis Baaat Ka Intezaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai

Milte Nahin Hum Tum To Phir Bolo Kya Hota

Milte Nahin Hum Tum To Phir Bolo Kya Hota
Sach Boloon Phir Apna Khwaab Na Poora Hota
Kehta Hai Mann Apna Milan Duniya Mein Yaadgaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai

Dil Mera Har Baar Ye Sunne Ko Bekarar Hai

Kaho Na Pyaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai

InPyaari Baaton Mein Anjaana Ikraar Hai

Kaho Na Pyaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai

Kaho Na Pyaar Hai

Kaho Na Pyaar Hai
Haan Tumse Pyaar Hai
Ki Tumse Pyaar Hai

Abb Toh Forever

tum hi tum ho jo raaho mein
tum hi tum ho nigaaho mein
kis din toh mere dil ko khona hi tha
tumhe dekha, tumhe chaaha, tumhe dhunda, tumhe paaya
tumhe paake huwa hai jo woh hona hi tha
chalo abb jo bhi ho, tum haa yaa naa kaho
mere dil mein tum hi tum ho
abb toh forever
bring it on....
jaana abb toh forever, bring it on....
??abb forever sanam, bring it on....
jaana abb toh forever, bring it on....
??abb forever sanam

kabhi koshish bhi mat karana mujhe paane ki

mujhe na paa sakoge tum
banaake surat ghumoge tum deewaane ki
kahi pe na rahoge tum
chalo abb jo bhi ho, tum haa yaa naa kaho
mere dil mein tum hi tum ho
??abb toh forever
bring it on....
jaana abb toh forever, bring it on....
??abb forever sanam, bring it on....
jaana abb toh forever, bring it on....
??abb forever sanam

bahot hai chaahanewaale mere duniya mein

tumhe dekhu toh kyun dekhu
jamin aur aasamaan mein faasale jitane hai
samajha lo dur utani hoon
chalo abb jo bhi ho, tum haa yaa naa kaho
mere dil mein tum hi tum ho
abb toh forever
bring it on....
jaana abb toh forever, bring it on....
??abb forever sanam, bring it on....
jaana abb toh forever, bring it on....
??abb forever sanam
tum hi tum ho jo raaho mein
tum hi tum ho nigaaho mein
kis din toh mere dil ko khona hi tha
tumhe dekha, tumhe chaaha, tumhe dhunda, tumhe paaya
tumhe paake huwa hai jo woh hona hi tha
chalo abb jo bhi ho, tum haa yaa naa kaho
mere dil mein tum hi tum ho
abb toh forever
bring it on....
jaana abb toh forever, bring it on....
??abb forever sanam, bring it on....
jaana abb toh forever, bring it on....
??abb forever sanam

Main yahaan hoon

Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan..

(Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan

Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan) -2
Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
 
Tum chhupa na sakogi main woh raaz hoon
Tum bhoola na sakogi woh andaaz hoon
Goonjta hoon jo dil mein toh hairaan ho kyun
Main tumhaare hi dil ki toh awaaz hoon
Sun sako, toh suno, dhadkanon ki zabaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Main hi main ab tumhaare khayaalon mein hoon

Main jawaabon mein hoon, main sawaalon mein hoon
Main tumhaare har ek khwaab mein hoon basa
Main tumhaari nazar ke ujaalon mein hoon
Dekhti, ho mujhe, dekhti ho jahaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Do Pal Ruka

Do, pal ruka, khwaabon ka kaarvaan
Aur phir, chal diye, tum kahaan, ham kahaan
Do pal ki thi, ye dilon ki daastaan
Aur phir, chal diye, tum kahaan, ham kahaan
Aur phir chal diye, tum kahaan, ham kahaan

Tum the ke thi koyi ujli kiran

Tum the ya koyi kali muskaayi thi
Tum the ya tha sapnon ka tha saawan
Tum the ke khushiyon ki ghata chhaayi thi
Tum the ke tha koyi phool khila
Tum the ya mila tha mujhe naya jahaan
Do pal ruka khwaabon ka kaarvaan
Aur phir chal diye tum kahaan ham kahaan
Do pal ki thi, ye dilon ki daastaan
Aur phir chal diye, tum kahaan, ham kahaan
Aur phir chal diye, tum kahaan, ham kahaan

Aa... aa... aa...

Tum the aa khushboo hawaaon mein thi

Tum the ya rang saari dishaaon mein the
Tum the ya roshni raahon mein thi
Tum the ya geet goonje fizaaon mein the
Tum the mile ya mili thi manzilein
Tum the ke tha jaadoo bhara koyi sama
Do pal ruka, khwaabon ka kaarvaan